• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yaad Aaya Na Karo Dil Ko Jalane Wale

Yaad Aaya Na Karo Dil Ko Jalane Wale

yaad aaya na karo dil ko jalane vaale

ham nahin ab ke tira hijr manane vaale

gham sunane ke liye main bhi chala ja.unga

log mil jaa.e agar ashk bahane vaale

niind is baar mira saath nahin degi kabhi

ḳhvab is baar nahin haath men aane vaale

aa kisi roz mire samne ik baar kahin

ḳhvab men aa ke miri niind churane vaale

main raha aur mira kaam raha duniya men

miT ga.e jaḌ se mira naam miTane vaale

zindagi dusra ghar dekh koi apne liye

ham nahin ab ke tira bojh uThane vaale

phir se karta huun mohabbat ki shuruat ‘vaqas’

ḳhat jalata huun sabhi aaj purane vaale

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

kaifi-azmi

Intishaar

Hone Se Mere Farq Hi paDta Tha Bhala Kya

baDh Gaya Mol Zindagani Ka

Hairat Hai Jinhen Meri Taraqqi Pe Jalan Bhi

Dubna Hai Us Se Ye Iqrar Kar Lena Mera

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet