• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Rang-e-Tamanna Hai Ki Sad-Rang Hua Hun

Wo Rang-e-Tamanna Hai Ki Sad-Rang Hua Hun

akhtar-hoshiyarpuri

vo rang-e-tamanna hai ki sad-rang hua huun

dekho to nazar huun jo na dekho to sada huun

ya itna subuk tha ki hava le uḌi mujh ko

ya itna giran huun ki sar-e-rah paḌa huun

chehre pe ujala tha gareban men sahar thi

vo shaḳhs ajab tha jise raste men mila huun

kab dhuup chali shaam dhali kis ko ḳhabar hai

ik umr se main apne hi saae men khaḌa huun

jab andhiyan aai hain to main nikla na ghar se

patton ke ta.aqub men magar dauḌ paḌa huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Gulon Ki KHun-Shudgi Ko Shaguftagi Na Samajh

poet

kaTa Na Koh-E-Alam Humse Kohkan Ki Tarah

poet

Huruf Khaali Sadaf Aur Nisab zaKHmon Ke

Is Se Pahle Ki Charaghon Ko Wo Bujhta Dekhe

allama-iqbal

Ishq Se Paida Nawa-E-Zindagi Mein Zer-O-Bam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet