Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
ahmad-tariq

Wasl Ka Bij Bo Nahin Paya

  • Ghazal
  • Urdu Poet
  • Poet: Ahmad Tariq
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

vasl ka biij bo nahin paaya

raat zinda tha so nahin paaya

faani duniya ke is musafir ne

vo bhi khoya hai jo nahin paaya

meri ankhon men khvab baste hain

zindagi bhar main ro nahin paaya

raqs karta huun main udasi men

main ne mahbub ko nahin paaya

us ne mujh se kaha milo ‘ahmad’

aur mujh se ye ho nahin paaya

More Poems

Kabhi Be-Sabab Tum Rula Kar To dekho

Ji Jae Magar Na Wo Pari Jae

Fash Mi Goyam Wa Az Gufta-e-Khud dil-Shadam

Mere dil Ki Rakh Kured Mat Ise Muskura Ke Hawa Na de

Mulahiza Ho Meri Bhi Udan Pinjre Mein

do Ajnabi

Mat Qatl Karo Aawazon Ko

Koi Mujh Sa Mustahiqq-E-Rahm-O-Gham-Khwari Nahin

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.