• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aankhon Mein Wo Aaen to Hansate Hain Mujhe KHwab

Aankhon Mein Wo Aaen to Hansate Hain Mujhe KHwab

ankhon men vo aa.en to hansate hain mujhe ḳhvab

har roz na.e baagh dikhate hain mujhe ḳhvab

ab pyaar ke mausam ka hai aghaz yaqinan

naghmat na.e ḳhuub sunate hain mujhe ḳhvab

ho niind pe chhaya hua jab fikr ka badal

ik sair na.i samt karate hain mujhe ḳhvab

us ziist ki talḳhi se to achchhi hai miri niind

titli kabhi phulon se milate hain mujhe ḳhvab

ik dard ka ehsas jagane ke liye hi

phulon ki tarah ḳhaar ke aate hain mujhe ḳhvab

milte hain dukhane ko mira dil hi ka.i log

phir dard ke sahra men sulate hain mujhe ḳhvab

vo log ‘sabila’ ke jo bichhḌe hain safar men

aksar unhin ki yaad dilate hain mujhe ḳhvab

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

hasrat-mohani

Aasan-E-Haqiqi Hai Na Kuchh Sahal-E-Majazi

Aalam Ranj-O-Alam Hai KHair Ho

rahat-indori

Hausle Zindagi Ke dekhte Hain

Shab Karne Ko Yun to Kya Kuchh Hai

KHush Tha Ki Uske Pyar Ka Iqrar Le Liya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet