• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Pahle Fikr Ko Harf-e-Kamal deta Hai

Wo Pahle Fikr Ko Harf-e-Kamal deta Hai

abdul-wahab-sukhan

vo pahle fikr ko harf-e-kamal deta hai

phir agahi se sukhan ko ujaal deta hai

mujhi ko log bahut sakht-jan samajhte hain

mujhi pe har koi patthar uchhal deta hai

vo aks ban ke utarta hai jab bhi ankhon men

tamam aaine dil ke ujaal deta hai

mohabbaton ka use meri e’tibar nahin

magar raqibon ko meri misal deta hai

kisi ko phuul se lagte hain ishq men patthar

kisi ko tesha bhi shauq-e-visal deta hai

‘sukhan’ hayat men kuchh aise mod aate hain

har ek lamha khushi ka malal deta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

allama-iqbal

Jugnu Ki Raushni Hai Kashana-E-Chaman Mein

Suna Kar Haal Qismat Aazma Kar lauT Aae Hain

poet

Zor Us Par Hai Na Haalat Pe Qabu Yaro

ambareen-haseeb-ambar

Jism-O-Jaan Mein dar Aai Is Qadar Aziyyat Kyun

Jab Se Unki Mehrbani Ho Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet