• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Muntazir Hain Hamare To Hum Kisi Ke Hain

Wo Muntazir Hain Hamare To Hum Kisi Ke Hain

rehana-roohi

vo muntazir hain hamare to ham kisi ke hain

alamaton men ye asar khud-kushi ke hain

pas-e-murad bahut khvab hain nigahon men

samundaron men jazire ye raushni ke hain

main apne aap ko dushman ke sarf men de duun

ye mashvare to miri jaan vapsi ke hain

hujum-e-aks hai aur aina-sifat huun main

so mere jitne bhi dukh hain vo agahi ke hain

kisi qaba ko mayassar hai fakhera hona

kisi libas men paivand muflisi ke hain

main us se dukh ke bhi us ko duaen deti huun

ajiib rang mohabbat men dushmani ke hain

main jab bhi chahun jabhi us se guftugu kar luun

miri ghazal pe ye ehsan shairi ke hain

jo shahr-e-sang men shisha-mizaj hain ‘ruhi’

vo zimmedar khud apni shikastagi ke hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nahin Hai Ab Koi Rasta Nahin Hai

Sohbat-E-Mai-Kashi Sarsari Rah Gai

Suno to Aariza-E-iKHtilaj Rahne Do

poet

Gham-E-Hijr Ke Gae din Guzar Hua Aakhir Apna Visal Hi

poet

Wo shaKHs Jo Nazar Aata Tha Har Kisi Ki Tarah

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet