• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Mauj-E-Hawa Jo Abhi Bahne Ki Nahin Hai

Wo Mauj-E-Hawa Jo Abhi Bahne Ki Nahin Hai

vo mauj-e-hava jo abhi bahne ki nahin hai

ham jante hain aap se kahne ki nahin hai

yuun ḳhush na ho ai shahr-e-nigaran ke dar o baam

ye vadi-e-saffak bhi rahne ki nahin hai

ai kaash koi koh-e-nida hi se pukare

divar-e-sukut aap hi Dhahne ki nahin hai

kyuun aks-e-gurezan se chamak bujh ga.i dil ki

ye raat to mahtab ke gahne ki nahin hai

raqqasa-e-sahra-e-junun bhi hai yahi mauj

yak chashma-e-ḳhun-nab se bahne ki nahin hai

ik tarfa tamasha hai mujhe shoḳhi-e-guftar

ashuftagi-e-‘mir’ bhi sahne ki nahin hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Ki Mere Bisat Kya Ek Diya Bujha Hua

Halak-E-Justuju Tha Hirs Ka Mara Na Tha Pahle

Jo Shua-E-Lab Hai Mauj-E-Nau-Bahaar-E-Naghma Hai

poet

Raft O Aamad Bana Raha Hun Main

Ye Mashwara Baham uTThe Hain Chaara-Ju Karte

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet