• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Wo Ladki

Wo Ladki

nida-fazli

vo ladki yaad aati hai

jo honton se nahin puure badan se baat karti thi

simatte vaqt bhi charon dishaon men bikharti thi

vo ladki yaad aati hai

vo ladki ab na jaane kis ke bistar ki kiran hogi

abhi tak phuul ki manind hogi ya chaman hogi

sajili raat

ab bhi

jab kabhi ghunghat uthati hai

lachakti kahkashan jab bante bante tuut jaati hai

koi albeli khushbu baal khole muskurati hai

vo ladki yaad aati hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dast-Bardar Hua Main Bhi Talabgari Se

poet

Koi Kis Tarah Tum Se Sar-Bar Ho

jigar-moradabadi

Husn-E-Kafir-Shabab Ka Aalam

noshi-gilani

Har Zarra-E-Ummid Se Khushbu Nikal Aae

Phir Sar Kisi Ke Dar Pe Jhukae Hue Hain Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet