• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Kyun Na ruThta Maine Bhi to KHata Ki Thi

Wo Kyun Na ruThta Maine Bhi to KHata Ki Thi

vo kyuun na ruThta main ne bhi to ḳhata ki thi

bahut ḳhayal rakha tha bahut vafa ki thi

suna hai in dinon ham-rang hain bahar aur aag

ye aag phuul ho main ne bahut dua ki thi

nahin tha qurb men bhi kuchh magar ye dil mira dil

mujhe na chhoḌ bahut main na iltija ki thi

safar men kashmakash-e-marg-o-zist ke dauran

na jaane kis ne mujhe zindagi ata ki thi

samajh saka na koi bhi miri zarurat ko

ye aur baat ki ik ḳhalq ishtiraki thi

ye ibtida thi ki main ne use pukara tha

vo aa gaya tha ‘zafar’ us ne intiha ki thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jigar-moradabadi

Kisi Surat Numud-E-Soz-E-Pinhani Nahin Jati

Aaj to Nahin Milta or-Chhor Dariya Ka

poet

Mah-Ru Yan Hazar Ko dekha

Nadi Se Koi Bhi Pyasa Na Jae

adeeb-suhail

Jab Se Hai Baad-e-Khizan Sarsar-e-Gham Aawara

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet