• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Kaun Hai Wo Kya Hai Jo Is Dil Mein Chhupa Hai

Wo Kaun Hai Wo Kya Hai Jo Is Dil Mein Chhupa Hai

vo kaun hai vo kya hai jo is dil men chhupa hai

jaise ki koi saanp kisi bil men chhupa hai

kyuun dauḌ ke aati hain idhar maujen musalsal

kya kam hai samundar men jo sahil men chhupa hai

ik ruuh bulati hai anasir ke qafas se

par hosh kisi ḳhvab ki mahfil men chhupa hai

siine ko mire sang vo hone nahin deta

kuchh mom ke jaisa bhi isi sil men chhupa hai

main kaise dikha.un ki vo lafzon se bana hai

ik tiir jo is sina-e-bismil men chhupa hai

dhaḌkan ko miri chhu ke parakhta hai palaT kar

ik ḳhauf abhi tak mire qatil men chhupa hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

mubarak-azimabadi

Ab Kaun Baat Rah Gai Ye Baat Bhi Gai

aftab-iqbal-shamim

Ye Jo Thahra Hua Manzar Hai Badalta Hi Nahin

Juz Rishta-E-KHulus Ye Rishta Kuchh Aur Tha

Jise KHud Se Juda Rakkha Nahin Hai

nadiya-ambar-lodhi

Bandiyan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet