• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Wo Kahan?

Wo Kahan?

parvin-sheer

jab bhi dil bhar aaya

ankhen chhalkin

tanhai ke ik goshe men

us ke kandhe pe sar rakh kar

us se dil ki baten kah kar

ji kuchh to halka hota tha

us ki dil-jui ki ungli

meri palkon se rakhshan gauhar chun chun kar

apni palkon ke dhage men

piro ke rakh leti thi

ik din shaam ke gahre saae

shajar ke zardi maail aansu

qatra qatra bahte bahte

meri ankhon men dar aae!

bojhal qadmon se chal kar

us ki banhon men jaana chaha

har goshe men us ko dhund ke haar chuki huun

sab aine tod chuki huun!

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ziya-E-Subh-E-Tabassum Ki Aarzu Na Karo

Dil Le Ke Hasinon Ne Ye Dastur Nikala

poet

Tazad Achchha Nahin Tarz-E-Bayan Ka Hum Zabanon Mein

Sar Pe Suraj Hai Kahin Saya-E-Diwar Nahin

Auron Ka Sara Kaam Mujhe De Diya Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet