• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Jo Shairi Ka Sabab Hua

Wo Jo Shairi Ka Sabab Hua

vo jo sha.iri ka sabab hua

miri zindagi ka sabab hua

jise dekh dekh sukun mila

vahi be-kali ka sabab hua

kabhi vaj.h tha vo guman ki

kabhi agahi ka sabab hua

shab-e-hijr tera ḳhayal bhi

baḌi raushni ka sabab hua

mire dil ka TuTna phuTna

teri dil-lagi ka sabab hua

jise sha.iri se shaghaf na tha

vahi sha.iri ka sabab hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kitna Bekar Tamanna Ka Safar Hota Hai

poet

Ufuq Ke Us Par Kar Raha Hai Koi Mera Intizar Shayad

Apni Tanhai Zindagi Kar Li

poet

Hamari Is Wafa Par Bhi Dagha Ki

ishrat-afreen

Main Apne Azab Likh Rahi Thi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet