• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Gham-Gusar Bil-aKHir Bala-E-Jaan Nikla

Wo Gham-Gusar Bil-aKHir Bala-E-Jaan Nikla

vo gham-gusar bil-aḳhir bala-e-jan nikla

jise zamin samajhte the asman nikla

azim-tar hai mohabbat men ruuh ka rishta

magar badan ka ta.alluq bhi darmiyan nikla

suragh-e-qatl shahadat subut sab gunge

lahu ḳhamosh tha ḳhanjar bhi be-zaban nikla

tamam raste maazi ke band the phir bhi

har ek moḌ se yadon ka karvan nikla

suni jo meri kahani to ro paḌe sab log

sabhon ke dard men ik rishta-e-nihan nikla

ham apne gham ka fasana kaha kiye shab-bhar

hui jo sub.h to zikr-e-gham-e-jahan nikla

‘shahab’ jis ki ḳhitabat ka shor hai yaaro

ghazal ki bazm men kam-saut-o-kam-bayan nikla

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Waqt aaKHir Le Gaya Wo shoKHiyan Wo Bankpan

Manzar Ko Kisi Tarah Badalne Ki Dua De

Jo Karte the ulTa-Sidha Karte The

poet

KHubi-E-Tarz-E-Maqalat Se Kya Hota Hai

Alam Maal Agar Hai to Phir KHushi Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet