• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khwab Jaisi Hi Koi Apni Kahani Hoti

Khwab Jaisi Hi Koi Apni Kahani Hoti

maryam-naz

khvab jaisi hi koi apni kahani hoti

yuun to barbad na ye apni javani hoti

tere aane se chahak uthta ye virana-e-dil

phir se abad vahi ravish purani hoti

rabta rakha na diya ja-e-sukunat ka pata

is tarah bhi hai koi naql-e-makani hoti

ab mire paas nahin koi bhi rone ka javaz

hijr mausam ki sahi ashk fishani hoti

yaad karne ka tujhe koi bahana bhi nahin

koi chhalla koi chaudi hi nishani hoti

ab tire hijr se manus tabiat hai miri

pahle vaali si nahin jaan pe girani hoti

nakhl-e-jan pe jo barasta tera badal ‘mariyam’

kuchh to kam badan ki ye tishna-dahani hoti

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Do Baadal Aapas Mein Mile the Phir Aisi Barsat Hui

Har Gham Ko Yun to Zabt Kiye Ja Raha Hun Main

poet

Sae Ne Sae Ko Sada Di

poet

Ba-Tarz-E-dilbari Be-dad Kije

Hamari Jaan Tum Aisa Karogi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet