• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Ehtiyat Ke Mausam Badal Gae Kaise

Wo Ehtiyat Ke Mausam Badal Gae Kaise

aal-e-ahmad-suroor

vo ehtiyat ke mausam badal gae kaise

charagh dil ke andhere men jal gae kaise

bana diya tha zamane ne barf ke manind

ham ek shokh kiran se pighal gae kaise

umiid jin se thi vaz-e-junun nibhane ki

vo log vaqt ke sanche men dhal gae kaise

sitare jazb hue gard-e-rah men kya kya

khayal-o-khvab ke aaiin badal gae kaise

khizan se jin ko bacha laae the jatan kar ke

vo nakhl ab ke baharon men jal gae kaise

na jaane kyuun jinhen samjhe the ham farishte hain

qarib aae to chehre badal gae kaise

har ek saya-e-divar ki lapet men hai

‘surur’ aap hi bach kar nikal gae kaise

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dad to Baad Mein Kamaenge

KHWAJA MUINUDDIN CHISHTI

Gar Ba-Chashm-e-Ashiqan Bini Jamal-e-Khweshtan

Aaj KHalwat Mein KHuda Yaad Aaya

komal-joya

duaen Mangne Se Peshtar Mat Bhul Malika

Mujhko Dushwar Hua Jis Ka Nazara Tanha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet