• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Dhal Raha Hai to Ye Bhi Rangat Badal Rahi Hai

Wo Dhal Raha Hai to Ye Bhi Rangat Badal Rahi Hai

vo Dhal raha hai to ye bhi rangat badal rahi hai

zamin suraj ki ungliyon se phisal rahi hai

jo mujh ko zinda jala rahe hain vo be-ḳhabar hain

ki meri zanjir dhire dhire pighal rahi hai

main qatl to ho gaya tumhari gali men lekin

mire lahu se tumhari divar gal rahi hai

na jalne paate the jis ke chulhe bhi har savere

suna hai kal raat se vo basti bhi jal rahi hai

main janta huun ki ḳhamushi men hi maslahat hai

magar yahi maslahat mire dil ko khal rahi hai

kabhi to insan zindagi ki karega izzat

ye ek ummid aaj bhi dil men pal rahi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Unki Bhi Shararat to Dekho Hum Ko Hi Kahoge Doshi Kya

Bujh Gai Dil Ki Raushni Rah Dhuan Dhuan Hui

Ek Na Ek Diwar Sarakti Rahti Hai

dagh-dehlvi

Gham Se Kahin Najat Mile Chain Paen Hum

shakeel-badayuni

Ek Ik Qadam Fareb-E-Tamanna Se Bach Ke Chal

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet