• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Bewafa Hai Use Bewafa Kahun Kaise

Wo Bewafa Hai Use Bewafa Kahun Kaise

vo bevafa hai use bevafa kahun kaise

bura zarur hai lekin bura kahun kaise

jo kashtiyon ko Dubota hai la ke sahil par

tumhi batao use naḳhuda kahun kaise

ye aur baat bure ko bura nahin kahta

bura bura hai bure ko bhala kahun kaise

vo meri sanson men dil men nazar men ghazlon men

main apne-ap se is ko juda kahun kaise

jo tujh se kahna hai duniya se vo chhupana hai

agar ghazal na kahun to bata kahun kaise

hava ki shah pe jalata hai ghar gharibon ke

‘navaz’ aise diye ko diya kahun kaise

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-faraz

Ab Aur Kya Kisi Se Marasim dadhaen Hum

Sufi

Kudam Jaan-e-Girami Ke Mubtila-e-Tu Nist

firaq-gorakhpuri

Ghunche Ko Nasim Gudgudae Jaise

poet

Guhar Samjha Tha Lekin Sang Nikla

poet

Agar Ulti Bhi Ho Ai Mashriqi Tadbir Sidhi Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet