• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHamosh Zamzame Hain Mera Harf-E-Zar Chup

KHamosh Zamzame Hain Mera Harf-E-Zar Chup

ḳhamosh zamzame hain mira harf-e-zar chup

har iḳhtiyar chup hai har ik e.atibar chup

bad-e-sumum darpai azar dekh kar

sakte men be-qarar hai bad-e-bahar chup

manzar nahin hain bolte sahra udaas hai

pathra ga.i hai aankh dil-e-daghdar chup

jo kuchh bhi ho raha hai ye maqsum to nahin

bas tujh ko kha ga.i hai tiri sogvar chup

har ek ko huun gosh-bar-avaz dekhta

oḌhe hue hon jab se main ik ba-vaqar chup

harf-e-dua na dast-e-talab dar pe aan kar

lab par faqat hai raqs men ik dil-figar chup

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tabinda Husn-E-Raaz-E-Bahaaran Hamin Se Hai

poet

Dur Faza Mein Ek Parinda Khoya Hua uDanon Mein

KHizan Se Peshtar Sara Chaman Barbaad Hota Hai

Bahut Jaldi Thi Ghar Jaane Ki Lekin

Bacha Le Dhup Se Aisa Koi Shajar Na Mila

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet