• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Barq-E-Naz Gurezan Nahin to Kuchh Bhi Nahin

Wo Barq-E-Naz Gurezan Nahin to Kuchh Bhi Nahin

vo barq-e-naz gurezan nahin to kuchh bhi nahin

magar sharik-e-rag-e-jan nahin to kuchh bhi nahin

hazar dil hai tira mashriq-e-mah-o-ḳhurshid

ghubar-e-manzil-e-janan nahin to kuchh bhi nahin

bahar-e-gul-kada-e-naz dil-kusha hai magar

nasim-e-shauq ḳhiraman nahin to kuchh bhi nahin

hai ḳhalvat-e-dil-e-viran hi manzil-e-mahbub

ye ḳhalvat-e-dil-e-viran nahin to kuchh bhi nahin

har ek saans ho atish-kada to kya hasil

gudaz shola-e-pinhan nahin to kuchh bhi nahin

baghair ishq hai rudad-e-zindagi tarik

ye lafz zinat-e-unvan nahin to kuchh bhi nahin

bahut buland hai dil ka maqam-e-ḳhuddari

magar shikast ka imkan nahin to kuchh bhi nahin

sukun-e-shauq ho ya iztirab-e-shauq ‘ravish’

agar ba-manzila-e-jan nahin to kuchh bhi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zafar-iqbal

Aatash O Injimad Hai Mujh Mein

Khol simaT Ke Andar simaT Kar Rah Gaya Main

Raat Gae Yun Dil Ko Jaane Sard Hawaen Aati Hain

poet

Fikr-E-Sud-O-Ziyan Mein Rahta Hun

Nahin Saqi Ka Saghar Ka Qamar Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet