• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Bahki Nigahen Kya Kahiye Wo Mahki Jawani Kya Kahiye

Wo Bahki Nigahen Kya Kahiye Wo Mahki Jawani Kya Kahiye

vo bahki nigahen kya kahiye vo mahki javani kya kahiye

vo kaif men Duube lamhon ki ab raat suhani kya kahiye

uljhi hui zulfen ḳhvab-asar badmast nigahen vaj.h-e-baqa

duniya se magar imkan-e-shab-e-asrar-o-ma.ani kya kahiye

rudad-e-mohabbat sun sun kar ḳhud husn ko bhi niind aane lagi

ab aur kahan se laa.en dil ab aur kahani kya kahiye

jiina bhi bahut hi mushkil hai marna bhi koi asan nahin

allah re kashakash ulfat ki kya ji men hai Thani kya kahiye

‘farhat’ ka pata puchhe jo koi kaafi hai faqat ye kaafi hai

phuTi hui qismat TuuTa dil ab aur nishani kya kahiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Is Waste Wo Qabil-E-Dastar Nahin Tha

Chandni Raat baDi Der Ke Baad Aai Hai

ahmad-nadeem-qasmi

Pau Phate Rengte Jharne Pe Ye Kaun Aaya Hai

Nigah Mujhse Milane Ki Un Mein Tab Nahin

meer-taqi-meer

Chaak Par Chaak Hua Jun Jun Sulaya Humne

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet