• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Baad-E-Garm Tha Baad-E-Saba Ke Hote Hue

Wo Baad-E-Garm Tha Baad-E-Saba Ke Hote Hue

vo bad-e-garm tha bad-e-saba ke hote hue

main zaḳhm zaḳhm tha barg-e-hina ke hote hue

bas ek manzar-e-ḳhali tha meri ankhon men

nigar-e-ḳhana-e-rang-e-hina ke hote hue

vo taq-e-dil ho ki mehrab-e-mimbar-e-maqtal

charagh sab ne jala.e hava ke hote hue

ajiib log the ḳhamosh rah ke jiite the

dilon men hurmat-e-sang-e-sada ke hote hue

vo ek vasl ki shab bhi malal men guzri

girah-e-kusha.i-e-band-e-qaba ke hote hue

vo lauT aa.e the ranj-e-safar ke imkan se

rafiq-e-rah ki avaz-e-pa ke hote hue

na kam hua tha gunahon se raghbaton ka junun

hazar sohbat-e-sidq-o-safa ke hote hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ishq Ke Bab Mein Kirdar Hun Diwane Ka

Kar Ke Sang-E-Gham-E-Hasti Ke Hawale Mujhko

Nihatte Aadmi Pe baDh Ke KHanjar Tan Leti Hai

uDe Nahin Hain uDae Hue Parinde Hain

poet

Khush-Numa Garche Mad Ka Haala Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet