• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Garaj Baras Pyasi dharti Phir Pani de Maula

Garaj Baras Pyasi dharti Phir Pani de Maula

nida-fazli

garaj-baras pyasi dharti par phir paani de maula

chidiyon ko daane bachchon ko gud-dhani de maula

do aur do ka jod hamesha chaar kahan hota hai

soch samajh valon ko thodi nadani de maula

phir raushan kar zahr ka pyala chamka nai saliben

jhuton ki duniya men sach ko tabani de maula

phir murat se bahar aa kar charon or bikhar ja

phir mandir ko koi ‘mira’ divani de maula

tere hote koi kis ki jaan ka dushman kyuun ho

jiine valon ko marne ki asani de maula

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nazeer-akbarabadi

Ai Meri Jaan Hamesha Ho Teri Jaan Ki Khair

Wafa Ka Shauq Ye Kis Intiha Mein Le Aaya

Sufi

Khushbu Manen Hai Phul Mast Sungan Mane Bhanwra Hai Mast

Yas-O-Umid-O-Shadi-O-Gham Ne Dhum uThai Sine Mein

Ishrat-E-Haal Mein Andesha-E-Farda Karna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet