• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Aaega Dil Se Dua to Karo

Wo Aaega Dil Se Dua to Karo

vo aa.ega dil se dua to karo

namaz-e-mohabbat ada to karo

milega koi ban ke unvan bhi

kahani ki tum ibtida to karo

samajhne lagoge nazar ki zaban

mohabbat se dil ashna to karo

tumhen maar Dalengi tanha.iyan

hamen apne dil se juda to karo

tumhare karam se hai ye zindagi

main bujh ja.unga tum hava to karo

hazaron manazir nigahon men hain

rukoge kahan faisla to karo

pukare tumhen kucha-e-arzu

kabhi ‘naqsh’ dil ka kaha to karo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jo dil Mera Nahin Mujhe Us dil Se Kya Gharaz

Zikr Hai Dard Ka Ek Shahr Basa Hai Mujhse

zehra-nigaah

Pul-Siraat

varsha-gorchhia

Aaghaz

Nahin Rok Sakoge Jism Ki in Parwazon Ko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet