• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Aadmi Nahin Hai Mukammal Bayan Hai

Wo Aadmi Nahin Hai Mukammal Bayan Hai

vo aadmi nahin hai mukammal bayan hai

mathe pe us ke choT ka gahra nishan hai

vo kar rahe hain ishq pe sanjida guftugu

main kya bata.un mera kahin aur dhyan hai

saman kuchh nahin hai phaTe-hal hai magar

jhole men us ke paas koi sanvidhan hai

us sar-phire ko yuun nahin bahla sakenge aap

vo aadmi naya hai magar savdhan hai

phisle jo us jagah to luḌhakte chale ga.e

ham ko pata nahin tha ki itni Dhalan hai

dekhe hain ham ne daur ka.i ab ḳhabar nahin

paaon tale zamin hai ya asman hai

vo aadmi mila tha mujhe us ki baat se

aisa laga ki vo bhi bahut be-zaban hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-ali-barqi-azmi

Main Soz-e-darun Apna dikha Bhi Nahin Sakta

poet

Be-Chaargi-E-Dosh Hai Aur Bar-E-Garan Hai

Phir Misr Ke Bazar Mein Nilam Hua Kyun

Sara-E-Shar Mein Rahna paD Raha Hai

aftab-shamsi

Shikast

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet