• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wasl Ke Lamhe Kahani Ho Gae

Wasl Ke Lamhe Kahani Ho Gae

vasl ke lamhe kahani ho ga.e

shab ke moti sub.h paani ho ga.e

rafta rafta zindagani ho ga.e

gham ke lamhe javedani ho ga.e

daulat-e-ahd-e-javani ho ga.e

chand lamhe jo kahani ho ga.e

kaisi kuchh ranginiyan thiin jin se ham

mahv-e-sair-e-dahr-e-fani ho ga.e

sukh bhare dukh dukh bhare sukh sab ke sab

vaqiat-e-zindagani ho ga.e

muskura.e aap jaane kis liye

ham rahin-e-shadmani ho ga.e

baton hi baton men raten uḌ ga.iin

haa.e vo din bhi kahani ho ga.e

tum ne kuchh dekha ḳhulus-e-jazb-e-shauq

sang-reze gul ke paani ho ga.e

‘farhat’ aisi but-parasti ke nisar

but bhi mahv-e-lan-tarani ho ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

riyaz-khairabadi

Jawani Mai-E-Arghawani Se Achchhi

obaidullah-aleem

Khayal-O-Khwab Hui Hain Mohabbaten Kaisi

poet

Ek Pal Ja Na Kahun Nain Sun Ai Nur-E-Basar

ahsan-marahravi

Ai dil Na Sun Afsana Kisi Shokh Hasin Ka

maryam-naz

dast-E-daman dua Rahe Na Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet