• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Waqt Ki Ungli pakDe Rahna Achchha Lagta Hai

Waqt Ki Ungli pakDe Rahna Achchha Lagta Hai

vaqt ki ungli pakḌe rahna achchha lagta hai

ham ko chalte-phirte rahna achchha lagta hai

ek samundar lakhon dariya dil men ik tufan

sham-o-sahar yuun milte rahna achchha lagta hai

kitni raten sote sote guzrin ḳhvabon men

lekin ab to jagte rahna achchha lagta hai

sach ke darvaze par dastak deta rahta huun

aag ki lapTen oḌhe rahna achchha lagta hai

phulon ke khilne ka mausam duur talak lekin

ghuncha ghuncha simTe rahna achchha lagta hai

lamha-lamha pal-pal main ne tum se baten kiin

paas tumhare baiThe rahna achchha lagta hai

suraj oḌha taare oḌhe oḌhe din aur raat

ham ko jalte-bujhte rahna achchha lagta hai

tanha.i men baiTh ke pahron tum se baten kiin

ham ko ghazlen paḌhte rahna achchha lagta hai

kitne saare chehre badle lekin ab ‘khullar’

ek saliqa oḌhe rahna achchha lagta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mil Gaya Dil Nikal Gaya Matlab

poet

Ab Sochta Hun Jaun to Jaun Kidhar Ko Main

Sine Mein Sulagte Hue Lamhat Ka Jangal

khiDkiyan Mat Khol Jins-E-Jaan uTha Le Jaega

KHuda Se Use Mang Kar Dekhte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet