• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Waqt Ki Aankh Se Kuchh Khwab Nae Mangta Hai

Waqt Ki Aankh Se Kuchh Khwab Nae Mangta Hai

humaira-rahat

vaqt ki aankh se kuchh khvab nae mangta hai

dil mira ek dua raat gae mangta hai

ek avaz tah-e-ab bulati hai mujhe

ishq mujh se bhi vahi kachche ghade mangta hai

dard kahta hai kisi saat-e-tanha men rahun

ik makan gahre samundar se pare mangta hai

zabt chahe use rukhsat ki ijazat mil jaae

ashk ankhon se mohabbat ke sile mangta hai

dasht dar dasht liye phirta hai mujh ko ye junun

imtihan ishq men kuchh aur kade mangta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Main Lauh-E-Arz Par Nazil Hua Sahifa Hun

Ghar Ke Bahar Bhi to Jhanka Ja Sakta Hai

poet

Qarya-E-Wahm-O-Guman Tak Aae

Rishton Mein Bhi Aai Siyasat Kaisi Be-Imani Hai

poet

Sharik-E-Soz-E-Darun Jab Se Ho Gae Alfaz

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet