• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wan Jo Kuchh Kabe Mein Asrar Hai Allah Allah

Wan Jo Kuchh Kabe Mein Asrar Hai Allah Allah

poet

vaan jo kuchh ka.abe men asrar hai allah allah

so mire but men numudar hai allah allah

dair men ka.abe men maiḳhane men aur masjid men

jalva-gar sab men mira yaar hai allah allah

us ke har naqsh-e-qadam par karen ashiq sajda

but-e-kafir ki vo raftar hai allah allah

husn ke us ki kiya tur-e-tajalli dil ko

haa.e kya jalva-e-didar hai allah allah

na gharaz kufr se na diin se ham ko matlab

yaar se apne sarokar hai allah allah

shaiḳh hai tujh ko hi inkar sanam mere se

varna har shaḳhs ko iqrar hai allah allah

ḳhauf kya daghdagha-e-hashr se hai mujh ko ‘muhib’

pir-e-man haidar-e-karrar hai allah allah

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

MULLA JAMI

Hasti-e-Wajib Yake Aamad Ba-Zat

poet

Raushan Hai Faza Shams Koi Hai Na Qamar Hai

KHushi Daman-Kashan Hai Dil Asir-E-Gham Hai Barson Se

Chahta Hun Intiha-E-Dard-E-Dil

sauda-mohammad-rafi

dildar Usko Khwah dil-Azar Kuchh Kaho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet