• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hasti Ko Teri Bas Hai Miyan Gul Ki Ishaarat

Hasti Ko Teri Bas Hai Miyan Gul Ki Ishaarat

sauda-mohammad-rafi

hasti ko tiri bas hai miyan gul ki isharat

kaafi hai mire naale ko bulbul ki isharat

fatva talab ai yaar na qaazi se karun main

tauba-shikani ko hai miri mul ki isharat

mil baith meri ankhon men hai saat-e-nek aaj

ye chashm tarazu hain tire tul ki isharat

hai bais-e-jamiyyat-e-dil ek jahan ki

ai shokh pareshani-e-kakul ki isharat

taqva ke nahin baar se qad kham tira ai shaikh

ik khalq men mashhur hai is pul ki isharat

yaad aae tiri zulf na mujh ko jo chaman men

de taab mire dil ko na sumbul ki isharat

ushshaq ko tujh chashm ke hajat nahin mai ki

behosh kare ‘sauda’ ko qulqul ki isharat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Waqt Be-Waqt Dilbari Karna

poet

Maine Jis Ko Chaha Tha

Wo Jo shaKHs Apne Hi taD Mein so Chhupa Hai Dil Hi Ki aaD Mein

Jo Shajar Be-Libas Rahte Hain

Lage Hue the Sabhi Shor Hi Machane Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet