• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wan Irada Aaj Us Qatil Ke dil Mein Aur Hai

Wan Irada Aaj Us Qatil Ke dil Mein Aur Hai

bahadur-shah-zafar

vaan irada aaj us qatil ke dil men aur hai

aur yahan kuchh aarzu bismil ke dil men aur hai

vasl ki thahrave zalim to kisi surat se aaj

varna thahri kuchh tire maail ke dil men aur hai

hai hilal o badr men ik nuur par jo raushni

dil men naqis ke hai vo kamil ke dil men aur hai

pahle to milta hai dildari se kya kya dilruba

bandhta mansube phir vo mil ke dil men aur hai

hai mujhe bad-az-saval-e-bosa khvahish vasl ki

ye tamanna ek is saail ke dil men aur hai

go vo mahfil men na bola pa gae chitvan se ham

aaj kuchh us raunaq-e-mahfil ke dil men aur hai

yuun to hai vo hi dil-e-alam ke dil men ai ‘zafar’

us ka aalam mard-e-sahab dil ke dil men aur hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aapko Gardish-E-Ayyam Se Dar Lagta Hai

Dil Ko Har Lamha Bachate Rahe Jazbaat Se Hum

poet

Be-Shauq-E-Talab Be-Zauq-E-Nazar Be-Rang Thi Unki Gul-Badani

ahmad-adil

Nishan Manzil Ka Batlaya Na Mujhko Ham-Safar Jaana

munawwar-rana

Hanste Hue Man-Bap Ki Gali Nahin Khate

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet