• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wahshaton Ko Bhi Ab Kamal Kahan

Wahshaton Ko Bhi Ab Kamal Kahan

shahida-hasan

vahshaton ko bhi ab kamal kahan

ab junun kar-e-be-misal kahan

khud se bhi mangti nahin khud ko

tujh se phir khvahish-e-saval kahan

mere ham-rang pairahan pahne

shaam aisi shikasta-hal kahan

subh ki bhiid men kahun kis se

ho gai raat paemal kahan

meri sab halaton ko jaan sake

koi aisa sharik-e-hal kahan

tere khvabon ke baad ankhon men

ho sake raushni bahal kahan

be-irada jo bakhsh di tu ne

is khushi ka tujhe khayal kahan

dhundte dhundte main thak bhi gai

kho gae mere mah-o-sal kahan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ganwa Ke Dil Sa Guhar Dard-E-Sar KHarid Liya

poet

Ab Wafa Rang-E-Tamasha Koi Chehra Na Raha

Tumko Chaha Tumko Puja

Marte Nahin Ab Ishq Mein Yun to Aatish-E-Furqat Ab Bhi Wahi Hai

Mat Bura Usko Kaho Garche Wo Achchha Bhi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet