• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wahm Kaisa Guman Mein Bhi Nahin

Wahm Kaisa Guman Mein Bhi Nahin

vahm kaisa guman men bhi nahin

tum faqiron ke dhyan men bhi nahin

ham dil-e-dostan men rahte hain

tum to apne makan men bhi nahin

ab vo patthar kahan se aa.ega

ab tira ghar chaTan men bhi nahin

varna tum ko faroḳht kar dete

tum hamari dukan men bhi nahin

log raushan hain apni miTTi se

tum kisi ḳhak-dan men bhi nahin

ham to apne paron pe uḌte hain

tum para.i uḌaan men bhi nahin

aaj kya dhuup tum ko chaaT ga.i

aaj tum sa.eban men bhi nahin

ek rahat jo qurb-e-yar men hai

mai-kade ki amaan men bhi nahin

us ke lahje men vo miThas thi ‘qais’

apni urdu zaban men bhi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Rah Ke Achchha Bhi Kuchh Bhala Na Hua

Diwar-O-Dar Se Chahe to Rishta Bana Ke Rakh

Wo Thak Kar baiTh Jaana Chahta Tha

poet

Tanhaiyon Ki God Mein Pal Kar baDa Hua

Nahin Aisa Bhi Ki Yaksar Nahin Rahne Wala

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet