• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wahi Hai Gardish-e-dauran Wahi Lail-O-Nahaar Ab Bhi

Wahi Hai Gardish-e-dauran Wahi Lail-O-Nahaar Ab Bhi

akhlaque-bandvi

vahi hai gardish-e-dauran vahi lail-o-nahar ab bhi

raha karta hai roz-o-shab kisi ka intizar ab bhi

kabhi din bhar tiri baten kabhi yadon bhari raten

tiri furqat men jiine ke bahane hain hazar ab bhi

tira jalva jo pa jaati chaman men ja ke iThlati

bhikaran ban ke baiThi hai tire dar par bahar ab bhi

ḳhushi har-chand hai taari gai gham ki giran-bari

chhalak jaati hain ankhen adatan be-iḳhtiyar ab bhi

hue hain muntashir varna sitamgar tum se kya darna

hamari Thokaron men hai tumhara eqtidar ab bhi

agar ‘aḳhlaq’ se milte mohabbat ke chaman khilte

na banti bazm-e-yaran ek gah-e-kar-zar ab bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sab Ke Chehron Pe Koi Chehra Hai

poet

Subha Se Matlab Na Kuchh Zunnar Se

Chehre Pe Mere Rang Pareshaniyon Ka Hai

Wo Husn Wo KHushbu Mere Kirdar Mein Aa Jae

ahmad-khayal

Zindagi Khauf Se Tashkil Nahin Karni Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet