• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wah Kya Aalam Ajab Hai Intizar-E-Yar Ka

Wah Kya Aalam Ajab Hai Intizar-E-Yar Ka

poet

vaah kya aalam ajab hai intizar-e-yar ka

naam hai didar-e-hasrat hasrat-e-didar ka

sair hai jannat ki sairon se tire ashiq ka dil

le ke jannat kya kare bhuka tire didar ka

zarra-e-dil men utar aae hazaron aftab

kya karishma hai khyal-e-jalva-gah-e-yar ka

badh chala tha teri ghaflat se bhi bar-e-bekasi

maut ne puchha mizaj aa kar tire bimar ka

jante hain ik jhalak men jan-o-dil mit jaenge

log munh takte hain tere talib-e-didar ka

dhyan men us ke do-alam se khincha baitha huun main

yaani ik naqsha khincha hai jazb-e-husn-e-yar ka

jis ko kahte hain muqaddar ashiqan-e-bad-nasib

hai vo ik bigda hua khaka mizaj-e-yar ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

safiya-shamim

Wideo Game

Bas Ek Jism Ek Hi Qad Mein paDa Rahun

Jo Maut Hai Zindagi Ke Pichhe to Maut Ke Pichhe Zindagi Kyon

poet

Soz Aawaz Mein Lahje Mein Khanak Hai Saqi

Yun Wo Zulmat Se Raha Dast-O-Gareban Yaro

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet