• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wafa-Parast Jahan-E-Wafa Ko Le dube

Wafa-Parast Jahan-E-Wafa Ko Le dube

poet

vafa-parast jahan-e-vafa ko le duube

ajiib baat hai bande khuda ko le duube

ye kaali kaali ghata jo barasne vaali hai

maza to jab hai kisi parsa ko le duube

safine ye to nahin hain jo hain kinaron par

safine vo the jo mauj-e-bala ko le duube

tamam ahl-e-nazara ki laaj rakh legi

vo ik nazar jo kisi ki ada ko le duube

ye kaise kaise riya-kar hain zamane men

saza ke naam se chaunke jaza ko le duube

baja hai shan-e-karimi ye hai sab ghurur magar

yahi ghurur to ahl-e-khata ko le duube

hamesha yaad hamin tak rahe hamare gham

vo dost kya jo kisi ham-nava ko le duube

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afzaal-firdaus

Is Tarah Sataya Hai Pareshan Kiya Hai

gulzar

Images

Fughan Se Tark-E-Fughan Tak Hazar Tishna-Labi Hai

Koi Dard Hai Jo Abhi Dawa Nahin Ho Saka

Ashk Par Zor Kuchh Chala Hi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet