• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sham-E-Taklif Ki Duniya Mein Sahar Ho to Sahi

Sham-E-Taklif Ki Duniya Mein Sahar Ho to Sahi

sham-e-taklif ki duniya men sahar ho to sahi

haa.e kam-baḳht kahin dard-e-jigar ho to sahi

baiThne vaale na baiThenge kabhi mahfil men

o sitamgar tire dil men mira ghar ho to sahi

dil-e-betab ka milna nahin mushkil lekin

haath bhar ka kisi siine men jigar ho to sahi

ham ye samjhenge ki dil tha hi nahin siine men

un ki duzdida nigahon ka asar ho to sahi

chhup gaya ankhon se ik nuur bas itna kah kar

kya batane men harj tha koi ghar ho to sahi

kah ke ye phir ga.i thiin kahkashan se ankhen

tujh se milti hui vo rahguzar ho to sahi

phir dikha.unga main anmol javahar ‘alim’

miri qismat se koi ahl-e-nazar ho to sahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Bhi Nadan Hain Samajhte Hain Ki chhaT Jaegi

Sulh Ke Baad Mohabbat Nahin Kar Sakta Main

poet

Dil Ki Mayus Tamannaon Ko Mar Jaane Do

Tum Kya Jaano Pyar Mohabbat Ishq Nibhana Kya Hota Hai

Na to Be-Karani-E-Dil Rahi Na to Madd-O-Jazr-E-Talab Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet