• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wafa Ke Jurm Mein Aksar Pukare Jate Hain

Wafa Ke Jurm Mein Aksar Pukare Jate Hain

vafa ke jurm men aksar pukare jaate hain

ham ahl-e-ishq mohabbat men maare jaate hain

hamari laash to girti hai jang laḌte hue

magar jo piiTh pe barchhe utare jaate hain

amama sajta hai aḳhir amir-e-shahr ke sar

hamare jaise aqidat men vaare jaate hain

main rok sakta nahin ḳhaak ko bikharne se

samundaron ki taraf chal ke dhare jaate hain

bhale ho kar-e-mohabbat ya kar-e-duniya ‘zubair’

hamare saath hamesha ḳhasare jaate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Waqt Ki Ungli pakDe Rahna Achchha Lagta Hai

asrarul-haq-majaz

Ek dost Ki Khush-Mazaqi Par

Kise Malum Tha Ek Din Mohabbat Be-Zaban Hogi

DhunD Leti Hain Koi Mahtab Sa Manzar Kahin

poet

Jalan Dil Ki Likkhen Jo Hum Dil-Jale

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet