• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Viran Sa Ab Hun Jo Main Aisa to Nahin Tha

Viran Sa Ab Hun Jo Main Aisa to Nahin Tha

poet

viran sa ab huun jo main aisa to nahin tha

hota tha samundar kabhi sahra to nahin tha

chehre pe raqam tha jo vo paḌh hi nahin paaya

sab janta tha itna bhi saada to nahin tha

angan men mire dil ke chali aa.i thi kal shaam

thi yaad tumhari koi jhonka to nahin tha

chup-chap tasavvur men chale aate kisi roz

sochon pe meri jaan koi pahra to nahin tha

ham dard ka afsana sunate use kyun-kar

zahir men jo apna tha par apna to nahin tha

sab chal diye maujon ke havale use kar ke

maana ki bhanvar men tha vo Duuba to nahin tha

vo jis ko tha siine ka har ik zaḳhm dikhaya

baton pe miri us ko bharosa to nahin tha

kar ke mujhe barbad gaya hai vo sitamgar

gulshan yunhi dil ka mire ujḌa to nahin tha

kyon rota hai ab hijr men tere vo ‘masarrat’

jaate hue us ne tujhe roka to nahin tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Phir surKH Phul Shahr Ke peDon Mein Aa Gae

Jo Apna Gham Hai Use Aaina Dikhaun Main

poet

Ek Do Raat Mein Shohrat Nahin Milti Pagle

sabiha-saba-1

Agar Nahin Hai Ijazat Sawal Mat Karna

poet

Kali Jo Gul Ki Chatak Rahi Hai Tabiat Apni Khatak Rahi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet