• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / uTThe Jis Bazm Se Tum Gham Ka Saman chhoD Aae

uTThe Jis Bazm Se Tum Gham Ka Saman chhoD Aae

uTThe jis bazm se tum gham ka saman chhoḌ aa.e

diye mahfil se uTha laa.e dhuan chhoḌ aa.e

ek TuuTa hua be-kar safina ham hain

hamen ab sail-e-bala chahe jahan chhoḌ aa.e

aaj sar phuTega ro.egi na divar teri

shahr se duur hamen ahl-e-jahan chhoḌ aa.e

hans ke ji-bhar ke zamane ki junun haar gaya

naseha ḳhush ho ki ham ku-e-butan chhoḌ aa.e

mere hathon ki lakiren thiin vo rahen ai dost

mere hathon ko tire haath jahan chhoḌ aa.e

na chala ba.ad hamare koi rah-e-gham men

jise har-gam pe ik sang-e-giran chhoḌ aa.e

din baharon ke palaT aa.e ‘musavvir’ lekin

jaane us jan-e-baharan ko kahan chhoḌ aa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kisi Ko Apne Amal Ka Hisab Kya Dete

bashir-badr

Kahan Aansuon Ki Ye Saughat Hogi

Tumhaari to Bas angDai Hui Thi

poet

Dekh Kar Ye Chalan Tumhaare Hum

Kya Sabab Tha Kis Liye Duniya Se Main Darta Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet