• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Uthe Aaj Un Se Faisla Kar Ke

Uthe Aaj Un Se Faisla Kar Ke

poet

uthe aaj un se faisla kar ke

ya khafa ho ke ya khafa kar ke

us ki raftar se ghanimat hai

ki rahe hashr hi bapa kar ke

us sanam ki gali men jaata huun

phir nazar janib-e-khuda kar ke

ghair tak apni baat pahunchai

us se izhar-e-muddaa kar ke

kar to len tark-e-ishq ham naseh

par guzarenge umr kya kar ke

mujh pe jo chahiye sitam kiije

par na aghyar ka kaha kar ke

muft zillat uthai ‘salik’ ne

zikr is bazm men mira kar ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bazar-E-Kainat Mein Ye Faisla Hua

Nazar-Nawaz Nazaron Ki Yaad Aati Hai

Wafa Ka Zikr Ho Be-Mehri-E-Butan Ki Tarah

ahmad-sagheer-siddiqui

Hain Shakh Shakh Pareshan Tamam Ghar Mere

Kitne Bosida Hain Haalat Musalmanon Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet