• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / uTha Ke Dar Se Sar-E-Rah biTha Diya Hai Mujhe

uTha Ke Dar Se Sar-E-Rah biTha Diya Hai Mujhe

uTha ke dar se sar-e-rah biTha diya hai mujhe

mire saval se pagal bana diya hai mujhe

kuchh is tarah se kaha mujh se baiThne ke liye

ki jaise bazm se us ne uTha diya hai mujhe

na ḳhud hi chain se baiThe na mujh ko baiThne de

mire ḳhuda ne sitara bhi kya diya hai mujhe

miri sama.i na sahra men hai na ghar men hai

naya ye muzhda-e-vahshat suna diya hai mujhe

main apne hijr men tha mubtala azal se magar

tire visal ne mujh se mila diya hai mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raushni Hasb-E-Zarurat Bhi Nahin Mangte Hum

Mere Baad Sansen Bhi Khoya Karega

abu-bakr-abbad

Rab Bhi Taire Jaisa Hai Man

Nazar Jhuka Ke Nazar Se Gira Gae Mujhko

kaifi-azmi

Shor Yunhi Na Parindon Ne Machaya Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet