• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Uski Qurbat Ka Tamasha Bhi Ajab Hai Sain

Uski Qurbat Ka Tamasha Bhi Ajab Hai Sain

us ki qurbat ka tamasha bhi ajab hai sa.in

log bimar samajhte hain ghazab hai sa.in

ab tabi.at ke na lagne pe khula mahfil men

ik vahi shoḳh nahin vaise to sab hai sa.in

haa.e kambaḳht ne is darja kiya hai mayus

main samajhta tha ki iz.har-ba-lab hai sa.in

main bhi kuchh apne hunar ka to dikha.un jalva

jashn-e-nauroz bata shahr men kab hai sa.in

rang khulta hai kahan shaam se pahle us ka

shaam bhi der se aati hai ghazab hai sa.in

shauq mera ye nahin hai miri majburi hai

kuchh to is tarah bhaTakne ka sabab hai sa.in

dard-e-dil le ke kahin aur bhala kyon ja.un

samne jab mire tera ye matab hai sa.in

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Jo Har Bar KHwab Dekhte Hain

abdul-ahad-saaz

Na Maqamat Na Tartib-e-Zamani Apni

Iqrar-E-Wafa Ummid-E-Karam Kuchh Kah Na Sake Kuchh Bhul Gae

Talluqat Ke zaKHmon Ka Hun Sataya Hua

Wahi Kaun-O-Makan Apna Mata-E-Zindagi Apni

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet