• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kin Manzilon Mein Gardish-E-Lail-O-Nahaar Hai

Kin Manzilon Mein Gardish-E-Lail-O-Nahaar Hai

kin manzilon men gardish-e-lail-o-nahar hai

un ka karam bhi meri tabi.at pe baar hai

meri zaban pe harf-e-shikayat ka mudda.a

un ki zaban pe va.ada-e-be-e’tibar hai

dekhe ulaT ke koi jo tariḳh ke varaq

har naghma mera zamin-e-fasl-e-bahar hai

ik kashmakash si ho ga.i maut-o-hayat men

ankhon ko meri jab se tira intizar hai

ḳhud apne aap jaan le apne maqam ko

nau-e-bashar zara bhi agar burdbar hai

phaili hui hai jab se chaman men ḳhizan ki baat

simTa hua sa jalva-e-husn-e-bahar hai

khata hai kitna gham koi piita hai kitni mai

‘raje’ ye apne zarf pe dar-o-madar hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kuchh Na Kuchh Silsila Hi Ban Jata

ajmal-siraj

Guzar Gai Hai Abhi Saat-e-Guzishta Bhi

Dekh Ab Apne Hayule Ko Fana Hote Hue

Hafiz Shirazi

dame Ba-Gham Ba-Sar Burdan Jahan Yaksar Nami Arzad

Raqs Karte Hue Main Tujhko Manaya Karti

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet