• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Uski Aankhon Mein Utar Jaane Ko Ji Chahta Hai

Uski Aankhon Mein Utar Jaane Ko Ji Chahta Hai

us ki ankhon men utar jaane ko ji chahta hai

shaam hoti hai to ghar jaane ko ji chahta hai

kisi kam-zarf ko ba-zarf agar kahna paḌe

aise jiine se to mar jaane ko ji chahta hai

ek ik baat men sachcha.i hai us ki lekin

apne va.adon se mukar jaane ko ji chahta hai

qarz TuuTe hue ḳhvabon ka ada ho jaa.e

zaat men apni bikhar jaane ko ji chahta hai

apni palkon pe saja.e hue yadon ke diye

us ki nindon se guzar jaane ko ji chahta hai

ek ujḌe hue viran khanDar men ‘azar’

na-munasib hai magar jaane ko ji chahta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aas-fatmi

Main Hun Hairan Ye Silsila Kya Hai

abrar-ahmad

Waqt Guzarta Nahin

Apne Chehre Par Bhi Chup Ki Rakh Mal Jaenge Hum

Jaanib-E-Dasht Kabhi Tum Bhi Nikal Kar Dekho

Nahin Jati Agar Ye Aasman Tak

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet