• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Uske Kuche Mein Gaya Main so Phir Aaya Na Gaya

Uske Kuche Mein Gaya Main so Phir Aaya Na Gaya

poet

us ke kuche men gaya main so phir aaya na gaya

main vahan aap ko DhunDa to main paaya na gaya

gum hua dil mire pahlu se ki paaya na gaya

shayad us kuche men ja us se phir aaya na gaya

dam-ba-ḳhud ho ke mua us ki nazakat ke sabab

ah-o-nala bhi mujhe us ko sunaya na gaya

us ne ik roz men sau baar rulaya mujh ko

mujh se par us but-e-ḳhush-ḳhu ko manaya na gaya

ba.ad ik umar ke kya tujh se kahun ai ‘ghamgin’

hal-e-dil us ne jo puchha to sunaya na gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Wahi Swad-E-Haram Hai Wahi Hain but-KHane

poet

Chand Ko Reshmi Baadal Se Ulajhta Dekhun

Humne ghaTta-baDhta Saya Pag-Pag Chal Kar Dekha Hai

adil-mansuri

Waqt Ki Ret Pe

riyaz-khairabadi

Ghair Se Bad-Guman Ho Jate

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet