• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Usi Ke Zulm Se Main Haalat-E-Panah Mein Tha

Usi Ke Zulm Se Main Haalat-E-Panah Mein Tha

usi ke zulm se main halat-e-panah men tha

har ik nafas mira jis shaḳhs ki panah men tha

chamak raha tha vo ḳhurshid-e-do-jahan ki tarah

vo haath jo ki gareban-e-kaj-kulah men tha

ufuq ufuq ko payam-e-sahr diya main ne

mira qayam agarche shab-e-siyah men tha

mahak rahe the nazar men gulab sapnon ke

khuli jo aankh to dekha main qatl-gah men tha

mire harif mujhe raund kar nikal na sake

fasil-e-sang ki surat khaḌa main raah men tha

jo baat baat pe karta tha inqalab ki baat

saji salib to vo hamiyan-e-shah men tha

adu ki fauj ne luuTa to kya sitam ye hai

‘ra.is’-e-shahr bhi shamil isi sipah men tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Samaat Ke Liye Ek Imtihan Hai

Mujhe KHushi Hai Meri Us Se Rasm-O-Rah Nahin

An-Dekhi Aur Bholi-Bhaali Duniya Hai

Sath Le Kar Apni Barbaadi Ke Afsane Gae

Har Aankh Ka Hasil Duri Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet