• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Use Ujale Ka KHatra Satata Rahta Hai

Use Ujale Ka KHatra Satata Rahta Hai

use ujale ka ḳhatra satata rahta hai

pakaḌ pakaḌ ke vo jugnu bujhata rahta hai

dua.en deta hai koi na bhiik mange yahan

magar vo chaak pe kaase banata rahta hai

hava pe zor to chalta nahin hai jugnu ka

magar charagh ki himmat baḌhata rahta hai

vo shaḳhs jis ko abhi tairna nahin aata

vo Dubne ke fava.ed ginata rahta hai

ḳhamoshiyon se baḌa rabt tha jise ‘yasir’

vo canvas pe chiḳhen banata rahta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Arz-E-Gham Pe Mashwara-E-iKHtisar De

hasrat-mohani

Chhup Ke Usne Jo Khud-Numai Ki

Chand Viran Hai Sadiyon Se Mere Dil Ki Tarah

poet

Ajib Log Hain Gul Karke Zindagi Ke Charagh

Ye Silsila Ghamon Ka Na Jaane Kahan Se Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet