• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Use Malal Ho Kya Dost Ki Judai Ka

Use Malal Ho Kya Dost Ki Judai Ka

use malal ho kya dost ki juda.i ka

jo sah chuka ho gham-o-ranj ashna.i ka

bhala.i men bhi nikala sabab bura.i ka

bana diya hai adu ne pahaḌ raa.i ka

ye chand-tare ye suraj hain kya dariche hain

tujhe bhi shauq hai goya ki ḳhud-numa.i ka

taḌapta dekh ke charke laga.e bismil ko

sitam to Thiik pa aalam tiri DhiTa.i ka

main jab yahan se gaya mere haath ḳhali the

hisab le liya duniya ne paa.i paa.i ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Teri Ulfat Mein Jitni Meri Zillat baDhti Jati Hai

afzal-ahmad-syed

Main darta Hun

faiz-ahmad-faiz

Hairan Hai Jabin Aaj Kidhar Sajda Rawa Hai

Ye Jo Mujhko Gira Diya Gaya Hai

Jag uThin chinghaDti Maujen Safina Chahiye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet