• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sair-E-Duniya Se Gharaz Thi Mahw-E-Duniya Kar Diya

Sair-E-Duniya Se Gharaz Thi Mahw-E-Duniya Kar Diya

sair-e-duniya se gharaz thi mahv-e-duniya kar diya

main ne kya chaha mire allah ne kya kar diya

rokne vaala na tha koi ḳhuda ko is liye

jo kuchh aaya us ke ji men be-muhaba kar diya

haan isi kam-baḳht dil ne kar diya ifsha-e-raz

haan isi kam-baḳht dil ne mujh ko rusva kar diya

ishq ja in teri baton men nahin aane ke ham

achchhe achchhon ko jahan men tu ne rusva kar diya

zindagi baiThi thi apne husn par bhuli hui

maut ne aate hi saara rang phika kar diya

husn ne pahle to sab mujh par haqiqat khol di

aur phir ḳhamosh rahne ka ishara kar diya

husn ko pahna chuke jab ḳhud-numa.i ka libas

ishq ne sar piiT kar puchha ki ye kya kar diya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aftab-iqbal-shamim

Hanpti Naddi Mein dam Tuta Hua Tha Lahr Ka

Kuchh Aise Log Bhi Duniya Mein Pae Jate Hain

meer-hasan

Bas Gaya Jab Se Yar Aankhon Mein

poet

Farq Kuchh To Chahiye Aghyar Se

poet

kaT Gae Hum to Habibon Se Ijazat Le Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet