• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Use Betab Ho Kar Sochti Hun

Use Betab Ho Kar Sochti Hun

use betab ho kar sochti huun

main ik gulfam aksar sochti huun

hui haa.il kuchh aisi bad-gumani

main ik hiire ko patthar sochti huun

vo ik lamha jo biita kal hai mera

main har lamha vo manzar sochti huun

huun jis ki zaat se vabasta kab se

ab us ko apna mehvar sochti huun

miri Doli jahan se saj ke nikli

main babul ka vahi ghar sochti huun

ye hav-hu badan ke ghaav par hai

magar main dil ke nashtar sochti huun

tumhari yaad ke badal jo aa.e

to ban kar bad-e-sar-sar sochti huun

‘sabila’ kya kahun manzil kahan hai

ḳhuda vaqif hai jo dar sochti huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Samjha Koi Bhi Chaal Na Us Chaal-Baz Ki

Is Wahm Ki Intiha Nahin Hai

abdul-hamid-adam

Ek Shikasta Se Maqbare Ke Qarib

Be-Laus-O-Rawadar Tumhaari Hi Tarah Ho

bhiD Mein Jab Tak Rahte Hain Joshile Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet